Wednesday, 22 October 2014

happy diwali friends

Khud ko jalakar tumhara ghar roshan karti hu......khud ke tale andhara basa kar tumhare ghar mai ujala karti hu.......mai tho sirf ek adna si chirag hu...fir bhi khud ko mita tumhe sukun dene ki vajah banti hu....mai nahi kahti ki tum khud ko jalao apni roshan duniya mai ghana andhera kar do.... lekin apne hisse ki do pal ki roshni kise aur ke naam karke dkho shayd wo do pal hi tumhare zindagi ke anmol pal ban jaye..........

Happy diwali friends 

No comments: