Wednesday, 13 August 2014

jazbaato ki kasmkash mai uljhi naari

Aub tho hane lage hai mere araman mujh par.............. Musukrate hai badnisibe mujh par...... Lakh chahu inse dur jana Apahij se hogaye hai housle mere.............. Kabhi apne kal ko dekh ghabrate hai tho kabhi aane wale kal se sihar jate hai....... Milta nahi sukun do pal ka....... Aub tho fursat ke pal bhi muh chidate hai mujhe........ sabse bada majak hai kudrat ka naari.... Khud ki hibadnasbi ko aayine msi dekh fuli nshi samati wo...... Kub tak rakhe en khaylo se khud ko dur har do din mai dastak de hi jati hai ye ................mera muskurana bhi mohtaj hai dusre ka..... Na malum jindagj ki akhri saas .melegi mujhe kub..... Tulika chahti hai na chute uske rango ka sath ....... lekin kali syahi mai dekhti nahi rango ki pahchan

4 comments:

Digvijay said...

खूबसूरती एक एक शब्दों में झलक रही है...बहुत खूब..आशा है आप अपना काव्य संग्रह भी जल्दी निकालेंगी

tulika singh said...

Thanks dj

Unknown said...

shabdo me itne kasis kaha se aaye........ aap to aise na the

tulika singh said...

Yes u r righr manoj but dusro ke emotion ko apne juba dene ki koshish mai humeshha karti hu