Saturday, 26 July 2014

ruth gayi badra

Thod kar sare bandhan ko khub nache badara.

sawan ke intazar mai palke bichiye the badra.

apne piya ke pyar mai dil khol ke nache badra.

khud bhe bege prem varsha mai.mujhe bhe bhegaya apne khushe mai.

satrange chadar odhe hue thumuk thumuk kar aayi badra.

bhujha di pyas apne piya ki,sukun se louti ghar ko badra.

 karege apna vada pura kal fir aayege badra.

Hazaro lamhe gujre din gujra raat gujri par na jane kyu lout ke fir na aayi
Badra.....

Badra bina berang hua uske piya ka sara jaha...

Aajao na badra....tum bin suna ho gaya mere dil ka kona


Shukriya  badara tum maan gAyi aub lout ke mat jana aaj sara din tum yu hi thirkana....

Apni jhalak dikha kar phir gayab ho gayi badra ....

Lukachipi se dil chalni ho gaya mera
Uff aub itna bhi na satao badra...

Ruthi kyu ho maan bhi jao badra