Tuesday, 29 July 2014

thirkne lagi jindagi

Thirkne lage aaj yu hi.........

Rukte nahi kadam mere yu hi

Jhum jau.....aaj mai tho....

Roko na mujhko koi....

Saragm mere puche mujse

Kyu gungunau mai yu hi

Hone laga hai khwab pura.....

Milne laga mujhe aasma mera

Kabhi panchi ban kar uad jana chahu...

Kabhi  hawa ka jhoka  ban bah jana chau...

Khud par nahi hai aub bus mera.....

Dekha tha khwab jiska wo hai aaj mera...

Rango ne tuljka ko jina  sikha diya...........

Bejaan si jindagi mai bhi rang bharna sikha diya


No comments: